3 log marne kya baad jannat kya darwaze par pahuche:
1 ) Bola: Mein molvi hun mein nay zindagi bhar ibadat ki mujhe andar ane do.
Awaz ayi: Next!
2 ) Bola: Mein doctor hun, Maine zindagi bhar logo ki help ki mujhe andar ane do.
Awaz ayi: Next!
3 ) Bola: Mein shadi shudha hun.
Awaz ayi: Bus kar, Rulayge kya… chal andar aaja!
Great